Main khud bhi ittefakan us gali se kam guzarata hoon
Koi masoom kyun mere liye badnaam ho jaaye.

Mujhe maloom hai uska thikaana phir kahaan hoga
Parinda aasma chhoone mein jab nakaam ho jaaye.



Sumandron k safar main is trah Awaz dy Hum ko.

Hawain tez hon or Kashtiyon main sham ho jae.


Ojale Apni yadon k HAmare sath rehne do.
Jane kis Gaki Ki Mor Pe zindagi ki Sham ho jae.